Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajesh Roshan
HomeRajesh Roshan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


naach meri jaan naach naach teri zulf mein jhume ghata ghata chehre pe ujaala khila khila pairon mein sitaaron ke ghunghru ghunghru mein mere dil ki dhadkan chanan nan nan chan chan rahi baaj are naach meri jaan naach naach na na naach meri jaan naach naach naach meri jaan naach naach teri zulf mein jhume ghata ghata chehre pe ujaala khila khila pairon mein sitaaron ke ghunghru ghunghru mein mere dil ki dhadkan chanan nan nan chan chan rahi baaj are naach meri jaan naach naach na na naach meri jaan naach naach naach meri jaan naach naach na na naach meri jaan naach naach gun gungunaati ye gaati hawa san sansanaati si shakhon ki sada naach meri jaan naach naach teri maathe pe lat udi udi kurbaan huyi har jawaan kudi masti mein laher khati baahen ye baandh le jis ko bhi chaahe tera hukam chale har dil pe aaj naach meri jaan naach naach tu naach meri jaan naach naach naach meri jaan naach naach teri maathe pe lat udi udi kurbaan huyi har jawaan kudi masti mein laher
Nari Kuch Aisan Aage Nikal Rahi Hai
nahin kahi thi baat jo toone kabhi nahin suni thi baat jo maine kabhi baaton hi baaton mein tere honton par woh aa gayi dil dhadka gayi nahin kahi thi baat jo toone kabhi nahin suni thi baat jo maine kabhi baaton hi baaton mein tere honton par woh aa gayi dil dhadka gayi hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm main to samajhti thi ke tujhe parwaah nahin main to samajhti thi ke tujhe parwaah nahin main chaahti hoon tujhko tujhe meri chaah nahin sapnon ke raahon mein tu mere humraah nahin tere bhi dil mein thi meri ulfat chhupi tere bhi dil mein thi meri ulfat chhupi baaton hi baaton mein tere honton par woh aa gayi main to itra gayi jab se meri duniya mein tu pyaar laayi hai jab se meri duniya mein tu pyaar laayi hai sach keh raha hoon tu hi iss dil pe chhaayi hai yeh baat lekin maine khud se bhi chhupaayi hai dil hi dil mein jo tamanna thi meri dil hi dil mein jo tamanna thi meri baaton hi baaton mein mere honton par woh aa gayi faasle mita
nahin nahin aaaaaa kya are nahin nahin are baba kyaa nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen hooo iss ka hai matlab dekhen hain tumne laakhon haseen are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen hooo iss ka hai matlab dekhen hain tumne laakhon haseen are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen yun hi thodi der ko main to shayar ban gayaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa haaa haaa haaa haaa yun hi thodi der ko main to shayar ban gaya maine to dekha nahin jalwa koi husn ka tum mein hai jo baat kisi mein hoooo tum mein hai jo baat kisi mein dekhi naa wo baat kahin hmmm hmmm achchhaa ji are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen aaaa aaaa haaa haaa aaaa haaaa haaaa aaaa haaaa haaaa haaaa main ye kaise maan loon tum itne anjaan ho aaaa haa haa haa haa haa haa o hoo hoo hoo hoo main ye kaise maan loon
narazgi ye aap ki humein jeene nahin degi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye narazgi ye aap ki humein jeene nahin degi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye apnon se berukhi ye achchhi nahin sanam apnon se berukhi ye achchhi nahin sanam kaise yakin dilaayen khaayen kya kasam ye bedili to aapki ye bedili to aapki meri jaan hi le legi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye tumne kaha jo pyaar se lo maan gaye hum tumne kaha jo pyaar se lo maan gaye hum jeevan ke humsafar ko pehchaan gaye hum ab zindagi mein khushiyaan ab zindagi mein khushiyaan tumse hi bas milengi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye sapnon mein tere mere sapnon ka rang hai main dor hoon teri tu meri patang hai zindadili se ishq ki zindadili se ishq ki ek pyaas si jagi hai chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye narazgi ye aap ki humein jeene nahin degi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye
are nazar lage naa saathiyon are hoooo hooo hooo hooo hooo hoooo aaj bhari mehfil mere kahin dol naa jaaye dil inn gori gori memon kaaa aaaa bababababababababababa are nazar lage naa saathiyon are hoooo hooo hooo hooo hooo hoooo aaj bhari mehfil mere kahin dol naa jaaye dil inn gori gori memon kaaa aaaa bababababababababababababababa wahaan mile the theke mein are hum tum kuchh din pehle yahaan mile inn vish maikhaane mein phir desi chhaile are hukka bidi peete the wahaan baandh ke reshmi pagdi are kas ke boot pehan ke suit aa baat kare koi tagdi yaaden waaden sapne iraade bhooli baaten yaad kara den hoye hatke bhatke are yunhi atke rehten hain aji latke latke are ulta chor kotwaal ko daante ye dastoor puraana humne maana aaj bhari mehfil mere kahin dol naa jaaye dil inn gori gori memon kaaa aaaa bababababababababababababababa soch samjh ke aage badhna aag ka ye ek dariya dil waalon se milna ho to banda hi ik zariya hooo wahaan wo jeevan saathi hai yahaan roz naya
nazrana bheja kisi ne pyar ka hai deewana jo bas tere deedar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka hai deewana jo bas tere deedar ka ho nazrana rahenge jo roothe roothe rahenge jo roothe roothe jhoothe muthe karke nakhre to hum bolenge nahin yun aapse arre dekho ab na roko toko na hasin ko jo aane wali hai hothon pe chup chaap se muskurana aayaa hai tohfa dildar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka ho hai deewana kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi doori bhi zaroori hai premiyon mein pyar badhaane ke waaste arre hote hi hain oonche neeche tedhe medhe jaane anjaane dekho pyar ke raaste na ghabrana tal gaya sama intezaar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka ho hai deewana
nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam ho khilne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya kanu kanu arre baba jaanu shhhko na tum mujhe zara suno toooo iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere arre kuchh bhi nazar aata hi nahin masti mein mujhe tujh se pare kaandhe pe kaandhe pe meri zulf ke dhalne ka mausam dhalne ka mausam aa gayaa baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam khilne ka mausam aa gaya hoooo tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum paas ho phir bhi honthon mein jaane kaisi pyaas hai honthon ki honthon ki thandi aag mein jalne ka mausam jalne ka mausam aa gayaa nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam milne ka
maiyaa mori hoooooooo main nahin maakhan khaayo maiyaa mori hooooo main nahin maakhan khaayo kahat sunat mein aa kar kaahe jhootha dosh lagaayo ri maiyaa mori main nahin maakhan khaayo maiyaa mori hooooo main nahin maakhan khaayo hooo oooo hoo ooo ooo jamuna ke tatt par gwaal baal sang chaar pehar main khela hooo gaiyaa charaavat bansi bajaawat bhayi saanjh ki bela bhookh lagi to daudat daudat seedha main ghar aayo ri maiyaa mori main nahin maakhan khaayo maiyaa mori hooooo main nahin maakhan khaayo hooo oooo naa koi maine matki phodi na kinhi koyi chori hooo oooo jaan liya kyun mujhko jhootha toone maiyaa mori apne ang ko kaise samjha toone aaj paraayo ri maiyaa mori main nahin maakhan khaayo maiyaa mori hooooo main nahin maakhan khaayo main to baaba nand ka laala kaahe chor kahaaun hoooo apne ghar mein kaun kami jo baahar maakhan khaaun baat suni to maat yashodaa hans kar kanth lagaayo phir boli tu nahin maakhan khaayo govinda more tu nahin maakhan khaayo re
o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin mera tann ye badan chhuna na na re na tumne jo socha main wo nahin haan re haan dil to churaye wo hi dil mein samaayen wo hi jaane jo dil ki zubaaaan o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin dhundhe dil jaadugar wo nazar yaar kii jo nazar de mujhe zindagi pyaar kii mere bhi sapne hain mere bhi armaan hain mera bhi dil dil hai haan o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin pyaar ka ye nasha rang to laayegaaa ek din kahin se koi to aayegaaa khaaron ki duniyaa se taaron ki duniyaa mein le jaayega jaane jaaaan o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi
tuuuuuuu mungda mungda main gud ki dali mangta hai to aa jaa rasiyaa naahi to main ye chali mangta hai to aa jaa rasiyaa naahi to main ye chali tuuuuuuu mungda mungda main gud ki dali mangta hai to aa jaa rasiyaa naahi to main ye chali hoooooooo le baiyaan thaam gori gulaabi le baiyaan thaam gori gulaabi daaru ki botal chhod o re anaadi sharaabi daaru ki botal chhod o re anaadi sharaabi o sharaabi mungda mungda mungda main gud ki dali zara mera nasha bhi chakh le aaya jo meri galiiiiiii aafat ke chaal dekhe so loot jaaye aafat ke chaal dekhe so loot jaaye doon jispe naina daal haathon se pyaala chitak jaaye doon jispe naina daal haathon se pyaala chitak jaaye haan chitak jaaye mungda mungda mungda main gud ki dali kaisa murga hai re sharmilaa tujhse to murgi bhali kaisa murga hai re sharmilaa tujhse to murgi bhali tuuuuuuu mungda mungda main gud ki dali mangta hai to mangta hai to aa jaa rasiyaa naahi to main ye chali mangta hai to aa jaa rasiyaa naahi to main ye
o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara jhule mein kaisa tim tim kare maa ke naseebon ka tara hoooo sota hai munna hamara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara chup ho gaya rote rote jaage nahin sote sote rehna kadam roke bhola hai ye nazuk hai ye uppar se hai besahara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara tanha ise chhod kar ke mummy gayi ban savar ke nikali hai yun ghar se jaise ke ye apna nahin dujaa hai koi bechara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara hmmmm hmmm hmm hmmmm hmmmm hmm hmm hmmmmmmm hmm hoti hai mamta deewaani duniya jo kehti kahaani ye uski naadaani maine to aa dekhaa yahaan bilkul hi ulta nazara o ri hawa dheere se chal sota hai munna hamara jhule mein kaisa tim tim kare maa ke naseebon ka tara sota hai munna hamara
o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale raaten hain usi ki ye neende usi ki teri zulfen jinn shaanon pe pareshaan sapne wahi tu jin sapnon mein aa ke haal e dil kar jaaye bayaan jeena akele kyun ho ganwaara mujhe neend na aaye aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale o saathiyaaa reeeee zindagi hai jaam e ishq aao sang sang peeyen aur jhoom jaayen yahaan aise mil jaaye ik duje mein samaayen bhool jaaye ye donon jahaan saat janam se main hoon tumhari mujhe neend na aaye aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya
o yaara tu pyaaron se hai pyaara o yaara tu pyaaron se hai pyaara mera hai mera hi rahega dildaara main to ye kahoonga paaya jug saara o yaara hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu pyaaron se hai pyaara hmm hmm hmm hmm hmm hmm o yaara aa haa haa haa haa haa tu pyaaron se hai pyaara umm hmm hmm hmm hmm hmm umm hmm hmm umm hmm hmm hmm hmm hmm umm hmm hmm ye kyaa kiyaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm machle jiyaa ho ho ho ho o o lab pe hansi hai dil mein khushi hai phir bhi kamin hai thodi si dil ki lagi hai waise bujhi hai phir bhi bachi hai thodi si lab pe hansi hai dil mein khushi hai phir bhi kamin hai thodi si dil ki lagi hai waise bujhi hai phir bhi bachi hai thodi si mera hai mera hi rahega dildaara main to ye kahongi paaya jag saara aa aa o yaara ha ha ha a a tu pyaaron se hai pyaara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm o yaara ho ho ho ho ho tu pyaaron se hai pyaara tu hai jahaan hmm hmm hmm hmm hmm dil hai wahaan ho ho ho ho ho ho apni wafaayein kitni jataayein kitni chhupaayein keh de
hmmmm hmmmm oonche neeche raastey aur manzil teri door oonche neeche raastey aur manzil teri door raah mein raahi ruk na jaana ho kar ke majboor oonche neeche raastey aur manzil teri door oonche neeche raastey aur manzil teri door raah mein raahi ruk na jaana ho kar ke majboor hoo oonche neeche raastey aur manzil teri door ye hamaari zindagi ek lamba safar hi to hai chalte hain jis pe hum anjaani dagar hi to hai dekh sambhalna bach ke nikalna jo nahin chalte dekh ke aage thokar se hai choor hoo oonche neeche raastey aur manzil teri door oonche neeche raastey aur manzil teri door raah mein raahi ruk na jaana ho kar ke majboor oonche neeche raastey aur manzil teri door karoon kya main pyaare bhai thak jaayein agar mere paanw dum leke do ghadi chala chal ban mile chahe gaanw jo koi soya ussne hi khoya baat hamaari yaad hamesha rakhna tu zaroor hoo oonche neeche raastey aur manzil teri door oonche neeche raastey aur manzil teri door raah mein raahi ruk na jaana ho kar
are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi hoo hoo hoo hoo mar jaaoge oh diwaano mar jaaoge aaaaaaaaaaaa mar jaaoge oh diwaano jeena hai to hum ko maano hum ko maano haa haa haa usko bhulaa do jo tumhein yaad bhi karta nahi nahin nahin nahin aahaaha are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi lo ye roti lo ye paani humse ladna hai naadaani lo ye roti lo ye paani humse ladna hai naadaani bigda hua naseeb to aise badalta nahi are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi aaaa haaa aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaa haaa aaaaaaaaaaa aaaaaa
are hey ye oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin koi kuchh bhi kar le pyaare jhuth na jeete sach na haare koi kuchh bhi kar le pyaare jhuth na jeete sach na haare ye aisa dastoor hai bas jo badalta nahin are hey ye oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin lene waala dene waala kaun hai bolo upar waala lene waala dene waala kaun hai bolo upar waala woh hai jiske saath woh duniya se darta nahin are hey ye oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe sunn ri pawan saawan laaya ab ke sajan din bhar mujhe yun sataaye unn bin ab to raha nahin jaaye unn bin ab to raha nahin jaaye pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe sunn ri pawan saawan laaya ab ke sajan din bhar mujhe yun sataaye unn bin ab to raha nahin jaaye unn bin ab to raha nahin jaaye aashaa ki chhoti si naiyaa le ke chali purwaiyaa dole dole jhumka bole chupke se ye bhed khole aaj aayega aaj aayega pyaar se tum bulaana pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe sunn ri pawan saawan laaya ab ke sajan din bhar mujhe yun sataaye unn bin ab to raha nahin jaaye unn bin ab to raha nahin jaaye aayin bahaaren simat ke kehne lagi wo lipat ke chori chori chalo gori thaame huye baiyaan mori mil jaayega mil jaayega tumko wahi deewana pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe
hooooooo pardesiyaaaaa pardesiya yeh sach hai piya sab kehte hain maine tujhko dil de diya pardesiyaaaaa pardesiya yeh sach hai piya sab kehte hain maine tujhko dil de diya main kehti hoon tune mera dil le liya phoolon mein kaliyon mein gaaon ki galiyon mein hum dono badnaam hone lage hain nadiya kinare pe chhat pe chaubaare pe hum milke hansne rone lage hain sun ke piya sun ke piya dhadke jiya sab kehte hain maine tujhko dil de diya main kehti hoon tune mera dil le liya hoooooo hoooo hooo logon ko kehne do kehte hi rehne do sach jhooth hum kyun sabko bataayen main bhi hoon masti mein tu bhi hai masti mein aa iss khushi mein hum naache gaayen kiss ko pataa kiss ko pata kyaa kisne kiya sab kehte hain tune mera dil le liya sab kehte hain maine tujhko dil de diya mera dil kehta hai tu dil mein rehta hai mere bhi dil ki kali khil gayi hai teri tu jaane re maane naa maane re mujhko meri manzil mil gayi tu mil gaya tu mil gaya mujhko piya sab kehte hain maine tujhko dil
pari re tu pari re tu kahaan ki pari dharti pe aayi kaise pari re tu kahaan ki pari dharti pe aayi kaise kaise kahoon lagan teri yahaan mujhe laayi kaise ke jaane jaan bandhi chali aayi kaise jannat se aayi piya main tujhe lene shukriyaa ji yahaan main hoon maze mein duniyaa humari hai sitaaron ki duniyaa meri bhi duniyaa bahaaron ki duniyaa raani gagan ki kehti hai aa jaa main bhi hun apni dharti kaa raaja raani gagan ki kehti hai aa jaa main bhi hun apni dharti kaa raaja aye naadaan tu kya jaane aa mere sang deewane dikhlaaun apna jahaan pari re tu kahaan ki pari dharti pe aayi kaise kaise kahoon lagan teri yahaan mujhe laayi kaise ke jaane jaan bandhi chali aayi kaise ooooo ooooo ooooo oooooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaaa aaa aaaa aaaa ooooo ooooo ooooo oooooo oooooo mere jahaan mein heere moti ke mehal hai mere jahaan mein bhi to yaaron ke dil hai masti mein doobi hawaa mere chaman mein mehnat ki khushboo yahaan ki pawan mein apni zameen hai jannat humari thukraao
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Naach Meri Jaan Naach Naach Mujhe Meri Biwi Se Bachaao (2001) 04:25 38669
 
Poster of Mujhe Meri Biwi Se Bachaao (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Arshad Warsi, Rekha
Duration : 04:25   Song Number : 38669   

Naari Kuchh Aisan Aage Nikal Rahi Hai Swayamvar (1980) 05:18 37853
 
Poster of Swayamvar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Vidya Sinha
Duration : 05:18   Song Number : 37853   

Nahin Kahi Thi Baat Keemat (1998) 05:21 38031
 
Poster of Keemat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Akshay Kumar
Duration : 05:21   Song Number : 38031   

Nahin Nahin Koi Tumsa Haseen Swarg Narak (1978) 05:52 18375
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:52   Song Number : 18375   

Narazgi Ye Aap Ki Unees Bees (1980) 03:56 37628
 
Poster of Unees Bees (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Rakesh Roshan
Duration : 03:56   Song Number : 37628   

Nazar Lage Naa Saathiyon Des Pardes (1978) 04:23 13051
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Amjad Khan, Mahmood, Pran
Duration : 04:23   Song Number : 13051   

Nazrana Bheja Kisi Ne Des Pardes (1978) 03:57 21036
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:57   Song Number : 21036   

Nazron Se Keh Do Doosara Aadmi (1977) 06:10 13180
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakhi
Duration : 06:10   Song Number : 13180   

O Maiya Mori Main Nahin Makhan Charandas (1977) 05:50 17516
 
Poster of Charandas (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 05:50   Song Number : 17516   

O Meharbaan Waqt Waqt Ki Baat (1982) 06:01 18541
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 06:01   Song Number : 18541   

O Mungda Mungda Main Inkaar (1977) 03:13 20992
 
Poster of Inkaar (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen, Keshto Mukherji
Duration : 03:13   Song Number : 20992   

O Ri Hawa Dheere Se Chal Shriman Shrimati (1982) 04:53 16479
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sarika, A K Hangal, Rakhi
Duration : 04:53   Song Number : 16479   

O Saathiyaa Re Waqt Waqt Ki Baat (1982) 05:38 18542
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Sarika
Duration : 05:38   Song Number : 18542   

O Yaara Kaash (1987) 07:06 31529
 
Poster of Kaash (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Dimple Kapadia
Duration : 07:06   Song Number : 31529   

Oonche Neeche (Happy) Khud-daar (1982) 05:18 21073
 
Poster of Khud-daar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 05:18   Song Number : 21073   

Oonchi Oonchi Baaton Mr Natwarlal (1979) 04:15 21074
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Chorus
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Amjad Khan, rekha
Duration : 04:15   Song Number : 21074   

Oonchi Oonchi Baaton Se Mr Natwarlal (1979) 03:49 40975
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 03:49   Song Number : 40975   

Pal Bhar Mein Ye Kya Swami (1977) 05:21 21080
 
Poster of Swami (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:21   Song Number : 21080   

Pardesiya Yeh Sach Hai Piya Mr Natwarlal (1979) 04:53 21091
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan
Duration : 04:53   Song Number : 21091   

Pari Re Tu Udhar Ka Sindur (1976) 05:28 18557
 
Poster of Udhar Ka Sindur (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jitendra, Reena Roy
Duration : 05:28   Song Number : 18557   
Karaoke Songs of Rajesh Roshan, Sad Songs of Rajesh Roshan, Love Songs of Rajesh Roshan, Dance Songs of Rajesh Roshan, Hip-hop songs of Rajesh Roshan, Best songs of Rajesh Roshan, Super hit songs of Rajesh Roshan, hit songs of Rajesh Roshan, duet songs of Rajesh Roshan, solo songs of Rajesh Roshan, old songs of Rajesh Roshan, famous songs of Rajesh Roshan, Hindi Karaoke Songs of Rajesh Roshan, Hindi Sad Songs of Rajesh Roshan, Hindi Love Songs of Rajesh Roshan, Hindi Dance Songs of Rajesh Roshan, Hindi Hip-hop songs of Rajesh Roshan, best Hindi songs of Rajesh Roshan, super hit Hindi songs of Rajesh Roshan, hit Hindi songs of Rajesh Roshan, duet Hindi songs of Rajesh Roshan, solo Hindi songs of Rajesh Roshan, old Hindi songs of Rajesh Roshan, famous Hindi songs of Rajesh Roshan, Sing Along Songs of Rajesh Roshan, Sing Along Sad Songs of Rajesh Roshan, Sing Along Love Songs of Rajesh Roshan, Sing Along Dance Songs of Rajesh Roshan, Sing Along Hip-hop songs of Rajesh Roshan, Sing Along Best songs of Rajesh Roshan, Sing Along Super hit songs of Rajesh Roshan, Sing Along hit songs of Rajesh Roshan, Sing Along duet songs of Rajesh Roshan, Sing Along solo songs of Rajesh Roshan, Sing Along old songs of Rajesh Roshan, Sing Along famous songs of Rajesh Roshan